AREY PYAAR KAR LE song lyrics from the movie Shubh mangal zyada saavdhan : This song is sung by Bappi Lahari and Ayushman Khurana, lyrics are Written by Vayu and rap by Ikka, the Music is composed by Tanishk . Starring Ayushman khurana and Jeetu.
LYRICS:
Meri marzi mera dil
jisko do tujhko kya
duniya wale jo bhi bole
kehne do mujhko kya
mein khullam khulla aaj ye
izhaar karta hoon mein aadmi hoon
aadmi se pyaar karta hoon
Pyaar bina chain kaha re
Pyaar bina chain kaha re
Sona nahin chaandi nahin
yaarToh mila are pyaar karle
Yaar toh mila are pyaar karle
Yaar hame paisa nahin pyaar chaahiye
Koyi mann chaha dildaar chaahiye
pyaar ko zamana kamzor samjhe
aashiqo ko ye duniya ey chor samjhe
pyaar naa ruke gaa chahe war karle
ayushman bava
Pyaar bina chain kaha re
Pyaar bina chain kaha re
Sona nahin chaandi nahin yaar
Toh mila are pyaar karle
Pyaar bina chain kaha re
Pyaar bina chain kaha re
Sona nahin chaandi nahin
yaarToh mila are pyaar karle
Are pyaar karle
Pyaar karle